10 Easy Kitchen Tips Every Housewife Should Know
Main Tips:
- Soft Roti Ka Secret:
- Aata gundhte waqt thoda doodh ya dahi mila dene se roti zyada soft banti hai.
- Masalon Ko Fresh Rakhne Ka Tarika:
- Masale hamesha airtight container mein rakhein aur unhein dhoop se door rakhein.
- Pyaaz Kaate Bina Aansoo:
- Pyaaz kaatne se pehle use 10 minute fridge mein rakh dein — koi aansoo nahi!
- Lemon Ka Zyada Ras:
Nimbu ko thoda garam karne ke baad ya haath se roll karne ke baad uska ras zyada nikalta hai. - Stale Bread Ka Use:
Basi bread se aap bread crumbs bana sakti hain jo cutlet ya kabab mein use ho sakta hai. - Burnt Cooker Saaf Karne Ka Nuskha:
Cooker ya pan jal gaya ho, toh usmein thoda vinegar aur baking soda daal ke ubal lijiye. - Hath Se Lehsun Chhilne Ka Easy Tarika:
Lehsun ki kaliyon ko 10 second microwave mein rakhkar chhilna bahut asaan ho jata hai. - Green Vegetables Ka Colour Barkarar Rakhna:
Sabzi banate waqt thoda sa baking soda milane se patte hamesha hare rehte hain. - Paneer Ko Soft Rakhne Ka Tarika:
Paneer ko garam paani mein 10 minute bhigo ke use karein — soft aur fresh lagega. - Sabziyon Ki Kachra Ko Compost Banayein:
Kachra na phenkhein — usse compost banakar aap apne plants ko healthy bana sakti hain.
Nice recipe😋❣️🫶🫶
ReplyDelete